Actress Yasra Rizvi Has Had A Hidden Talent All Along And It Will Make You Fall In Love With Her

By Sarah Babar | 9 May, 2018

Yasra Rizvi is the ultimate badass we have in our industry. She doesn’t need to advertise it. It’s literally just who she is. We last spoke about her when she got married in the face of all of society and haters, and basically showed every single nosy phuppo in our society a giant middle finger. And as of late, Yasra has been totally winning our hearts over with her one of her talents that we had absolutely no idea about before.

 

Yasra is the Pakistani answer to Rupi Kaur, with her extremely amazing Instagram poetry

Source: @yasrarizvi / Instagram

 

She’s been giving us some very hard hitting poems, lately, like “Kya”

“Kya hum donoun phir se woh pehle wale ho payein ge

Woh mein

Woh tum

Jo hum se pehle hote the

Kya woh waapis aajayein ge?”

 

“Duniya Wale Kya Kahein Ge” is a poem about a girl who is fighting society to marry the man she loves the most

“Kuch gum sum si pareshan si, kal ek saheli aayi thi

Us ki roshan aankhoun mein behki hui tanhai thi

Chand safaid baaloun ko rang nahi woh paayi thi

Meine us ka haal jo poocha, ander woh toot pari thi aur baahir se muskayi thi

Sub sakhiyan pi gher ko hui baraat nahi koi aayi thi

Baji nahi shehnai thi

Itni achi, itni pyaari, kisi ko na woh bhai thi?

Pasand woh jis ko aayi thi

Bhalla sa ek larka tha

Pyaar bhi us se kerta tha

Ji jaan se woh tau marta tha

Gher bhi acha log bhi achey

Per rishte se inkar hua

Maa baap ko jo ikteyaar hua

Yeh donoun saath mein parhtey the

Ya ishq aashiqui kerte the

Duniya wale kya kahein ge

Is baat se sub darte the”

 

“Kaam Kam Aur Baatein Zyaada” gave us an insight into social commentators who only talk about the vices of society but never really do anything to fix them

“Kaam kam aur baatein zyaada

Phir mulq ko salabatein dada?

Is ko third world bana ker

Immigration ka hai irada

Tum ne mulq ko kya diya hai?

Paida ho ke ehsan kiya hai?

Kabhi jhaaroo utha ke haath mein

Chand dost mile ke saath mein

Galli muhalla saaf kiya hai?

Kubhi bijli chori munafa khori

Tum ne kub insaf kiya hai?

Kisi se upna rizq hai baanta?

Ya khud pe hi israf kiya hai?

Kitna isko socha hai?

Kis tarhan se nocha hai?

Itna hi aetraaf kiya hai

Shukar kero ye chal raha hai

Muntazir ye jal raha hai

Kesa inkashaf kiya hai

Is ne tau ubh tak maaf kiya hai”

 

“Zindagi” speaks about the intricacies of life

“Khudkushi haraam hai

Lekin ye zindagi, yeh zindagi bhi koi kaam hai

Mere tau bus ki baat nahi hai

Chain ki koi raat nahi

Dunya bhar ke bazaaroun mein

Kahin mere liye saughat nahi

Yeh din jo peeche choot gaya hai

Bhaag raha tha

Daur raha tha

Jaane kis ki khwahish mein

Sach ka bazu mor raha tha

Dekho kitni garmi hai

Un cheekhoun ki hararat se

Mera ander bol utha hai

Haatoun mein kashkol utha hai

Aaj tau mujhe maar de, Maula

Aasman ko pharr de, Maula”

 

And finally, “Kya Paar Aik Baar Hota Hai”, speaks our hearts out

“Kya pyaar ek baar hota hai

Yeh baar baar hota hai

Tau phir kiun kisi ek ka intezaar hota hai?

Wohi tau sacha pyaar hota hai

Acha?

Pyaar bhi kya insaan hota hai?

Kabhi sacha, kabhi jhoota, beimaan hota hai?

Is ki ragoun mein bhi kahndaan hota hai?

Aur maqsad e hayaat, nafa, nuqsaan hota hai?

Pyaar tau pyaar hota hai

Bichar bhi jaye tau dildaar hota hai

Jis se bhi ho

Jub bhi ho

Shandaar hota hai

Ho ek baar, ya sau dafa

Pyaar ka bhi shumaar hota hai?”

 

We absolutely can’t wait to hear more of this heart wrenching and hard hitting poetry coming from Yasra’s end? What do y’all think? Did you like it? Let us know in the comments below! Okay byeee ~

 

 

This Pakistani Actress’s Response To All The Hate About Her Husband Being Younger Than Her Is THE BEST

 

Here’s How Much It Matters If You Marry Someone Not The Same Age As You

Share This

More Recent Stories

Featured

Haval Raises the Bar, Again!

The SAZGAR and GWM partnership is going from strength to strength, rewriting the rules of the road, one electrifying revelation at a time. They hav...

24 Apr, 2024
Featured

Zero Lifestyle’s game-changing move: Brought Fawad Khan and Irfan Junejo together to bring forth Premium Designer ...

17 Apr, 2024
Featured

Reviving Traditions: 7Up’s Innovative Campaign Brings Communities Together

9 Apr, 2024
Featured

Unlock the Joy of Eid Shopping with the Ideas Festive Sale!

5 Apr, 2024

Unveiling the New Cola Next TVC with Hamza Ali Abbasi: Celebrating Pakistani Pride

26 Mar, 2024
Featured

Zero Lifestyle Levels Up: A Global Sensational Icon THE FAWAD KHAN Has Arrived for ZERO’S EARBUDS – ZBUDS!

10 Mar, 2024